Deewane Hain Deewanon Ko Na Ghar Chahiye Lyrics – Zanjeer – Rafi & Lata
Deewane Hain Deewane Ko Na Ghar Chaahiye Ltrics: A romantic lovely qawali song from the movi zanjeer (1973). This song become most famous song since its released. The song by sung by super singers Mohammad Rafi & Lata Mangeshkar and its lovely lyrics are written by Gulshan Bawra. The music is composed by Kalyanji & Anandji.
Deewane Hain Deewanon Ko Lyrics
Deewane hain deewanon ko na
Ghar chaahiye na dar chaahiye
Mohabbat bhari ik nazar chaahiye
Nazar chaahiye
Jawani mein jawani ke sahaare
Ho jawan mere meharban
Mujhe tu hi tu humsafar chaahiye
Humsafar chaahiye
Deewane hain deewanon ko na
Ghar chaahiye na dar chaahiye
Mohabbat bhari ek nazar chaahiye
Nazar chaahiye
Hai sar pe hamare khula aasman
Khula aasman
Hamare liye hai yehi aashiyan
Yehi aashiyan
Bina pyaar ke zindagi kuch nahi
Jahan pyaar hai har khuchi hai wahin
Ho phoolon bhari chaahe kantin bhari
Kaanton bhari
Chale jispe tu who dagar chaahiye
Deeanw hai deewanon ko na
Ghar chaahiye na dar chaahiye
Mohhbbat bhari ek nazar chaahiye
Nazar chaahiye
Nigahon mein aise ishare hoe
Ishare hoe
Ke dil ne kaha tumhare hoe
Tumhare hue
Nazar ban gayi jeet ka haar mein
Milega wohi jo bhi mangoge
Dildar se magar pyaar se
Duaon mein apni asar chaahiye
Asar chaahiye
Deewane hai deewanon ka na
Ghar chaahiye na dar chaahiye
Mohabbat bhari ek nazar chaahiye
Najar chaahiye.
Tags:
Old songs lyrics