Haal Kya Hai Dilon Ka Na Poochho Lyrics – Anokhi Ada
Haal Kya Hai Dilon Ka Na Poochho Sanam Lyrics: The lovely romantic, heart toichingsong lyrics from the movie Anokhi Ada (1973) which is sung by Super Star Kishore Kumar and its awesome music composed by Laxmikant and Pyarelal. This song lyrics are written by Majrooh Sultanpuri.
Haal Kya Hai Dilon Ka Na Poochho Sanam Lyrics
Haal kya hai dilon ka na poochho sanam
Haal kya hai dilon ka na poochho sanam
Aapka muskurana gazab dha gya
Haal kya hai dilon ka na poochho sanam
Aapka muskurana gazab dha gaya
Ek to mehfil tumhari hasi kam na thi
Ek to mehfil tumhari hasi kam na thi
Us pe mera tarana gazab dha gaya
Ek to mehfil tumhari hasin kam na thi
Us pe mera tarana gazab dha gaya
Haal kya hai dilon ka na poochho sanam
Ab to lehraya masti bhari chhanv mein
Ab to lehraya masti bhari chhanv mein
Bandh lo chaahe ghunghru mere paanv mein
Bandh lo chaahe ghunghru mere paanv mein
Main behakta nahin tha magar kya karoon
Main behakta nahin tha magar kya karoon
Aaj mausam suhana gazab dha gaya
Haal kya hai dillo ka na poochho sanam
Har nazar uth rahi hai tumhari taraf
Har nazar uth rahi hai, nazar uth rahi hai
Har nazar uth rahi hai tumhari taraf
Aur tumhari nazar hai hamari taraf
Aur tumhari nazar hai hamari taraf
Aankh uthana tumhara to phir theek tha
Aankh uthana tumhara to phir theek tha
Aankh uthakar jhukana gazab dha gaya
Aankh uthana tumhara ti phir theek tha
Aankh uthakar jhukana gazab dha gaya
Haal kya hai dilon ka na poochhon sanam
Mast aankhon ka jaadu jo shaamil hua
Mast aankhon ka jaadu..
Mast aankhon ka jaadu
Mast aankhon ka
Mast aankhon ka jaadu jo shaamil hua
Mast gana bhi sun ne ke kaabil hua
Mera gana bhi sun ne ke kaabil hua
Jisko dekho wohi aaj behos hai
Jisko dekho wohi aaj behos hai
Aaj to main deewana gazab dha gaya
Jisko dekha wohi aaj behos hai
Aaj to main deewana gazab dha gaya
Ek to mehfil tumhari hasin kam na thi
Us par mera tarana gazab dha gaya
Haal kya hai dillon ka na poochho sanam.