Parda Hai Parda Lyircs – Amar Akbar Anthony – Mohammad Rafi


Parda Hai Parda Lyrics: The best old song lyrics from the movie Amar Akbar Anthony which is sung by super singer Mohammad Rafi. This song music composed by Laxmikant – Pyarelal and its style of qawwaali lyrics are written by Anand Bakhi. This song is starring by Amithabh Bachchan, Vinod Khanna, Rishi Kapoor, Neetu Singh, Perveen Bedi, Shabana Azmi, Nirupa Roy, & Pran.
Parda Hai Parda Lyircs – Amar Akbar Anthony – Mohammad Rafi

Parda Hai Parda Lyrics
Shabab pe main zara si sharab phekunga 
Kisi hasin ki taraf ye gulaab phekunga
Parda hai parda 
Parda hai parda

Parde hai parda, parda ke pichhe, parda nahin hai
Parda nahin ko be parda na kardo to
Akbar mera naam nahi hai
Parda hai parda 

Main dekhta hoon jidhar, log bhi udhar dekhen
Kahan thaharrti hai jakr meri najar dekhen
Mere khwaabon ki shahazaadi, main 
Hoon akbar ilahabaadi
Main shayar hun hasino ka
Main aashiq mahajabino ka
Tera daaman na chhodunga 
Main har chilman ko toduga

Na dar zalim zamaane se
Ada se ya bahane se
Zara apani surat dikha de
Sama khoobsurat bana de
Nahin to tera naam leke 
Tujhe koi ilzaam deke 
Tujhe is mehfil men rusaba na kar du to 
Akbar mera naam nahi hai
Parda hai parda..

Khuda ka shukra hai, chehara nazar to aaya hai
Haya ke rang nigahon pe, phir bhi chhaya hai
Kisiki jaan jaati hai, kisiko sharm aati hai
Koi aansoo bahata hai , to koi muskurata hai
Satakar is tarah aqsar, maza lete hai ye dilbar
Yehi dastur hai inka, sitam mashahur hai inka

Khafa hoke chera chhupale, magar yaad rakh husn-waale
Jo hai aag teri jawaani, meraa pyaar hai sarz paani
Main tere gusse ko thanda na kar dun to
Akbar mera naam nahi hai
Parda hai parda…

Song lyrics Download Now

Post a Comment

welcome

Previous Post Next Post