Ghungharoo Ki Tarah Bajta Hi Raha Song Lyrics – Chor Machaye Shor

Ghugharoo Ki Tarah Bajta Hi Raha Lyrics:  One of the beast old sad song lyrics from the movie Chor Machaye Shor (1974). This song is sung by Kishore Kumar. The music of this song is composed by Ravindra Jain. Its lyrics are written by Ravindra Jain.

 

old song lyrics



Ghunghroo Ki Tarah Bajta Hi Raha Lyrics

Ghunghroo ki tarah baita hi raha hoon main

Ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main

Kabhi is pag mein, kabhi us pag mein

Bandhta hi raha hoon main

Ghughroo ki tarah bajta hi raha hoon main

 

Kabhi toot gaye, kabhi toda gaya

Sau baar mujhe phir joda gaye haan

Kabhi toot gaya, kabhi toda gaye

Sau baar mujhe phir joda gaya

Yun hi lut-lut ke, aur mit-mit ke

Banta hi raha hoon main

Ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main

 

Main karta raha auron ki kahi

Meri baat mere main hi mein kahi

Main karta raha auron ki kahi

Meri baat mere man hi mein rahi

Meri baat mere man hi mein rahi

Kabhi mandir mein, kabhi mehfil mein

Sajta hi raha hoon main

Ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main

 

Apnon mein rahe ya gairon mein

Ghunghroo ki jagah to hai pairon mein

Apnon mein rahe ya gairon mein

Ghunghroo ki jagah to hai pairon  mein

Phir kaise gila, jag se jo mila

Sehta hi raha hoon main

Ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main

Ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main

Bajta hi raha hoon main



Post a Comment

welcome

Previous Post Next Post