Teri Aankhon Mein Lyrics: One of the Latest Hindi Song lyrics front he Album. This song is sung by Darshan Raval and Neha Kakkar. The music of this song is composed by Its lyrics are written by Kumaar. This video song is directed by Radhika Rao, Vinay Sapru.
Teri Aankhon Mein Lyrics
Haan karde na choti moti galtiyon ko maaf
Itna sa bas ehsaan karde
Karde na choti moti galtiyon ko maaf
Itna sa bas ehsaan karde
Tu jo hai naraaz meri saansein na chale
Maan ja tu jeena ye aasan karde
Tu khol mere dil ko aur le le talashi
Koyi bhi milega na tere siva
Tere siva
Teri aankhon mein dikhta jo pyaar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya
Teri aankhon mein dikhta jo pyaar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya
Bharke rakhti hu jebe main dil ki apne
Bol kitna tu maange udhaar
Bina byaaj ke dungi tu maang toh sahi
Bol kitne tu maangega pyaar
Baitha hai gussa teri naak pe aise
Dhokha diya tujhko maine chod diya jabse
Marke bhi chhodun na tu maanega kaise
Nikaal na jubaan se aise marne ki baat
Pyaar aisa karunga kit u degi shabaashi
Misaal main dunga apne pyaar ki bana
Oh teri aankhon mein dikhta jo pyaar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya
Teri aankhon mein dikhta jo pyaar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya
Ishq ko odh le sab hadein tod de
Aaj dono milke ek naye rishtey ko jod de
Ishq ko odh le sab hadein tod de
Aaj dono milk eek naya rishtey ko jod de
Tu bole na mujhe kuch aur main sunti rahun
Aise pyaar karte karte duniya ko chhod du
Oh teri aankhon mein dikhta jo pyaar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya
Teri aankhon mein dikhta jo pyaar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya.