Pyar Deewana Hota Hai: This Song lyrics from the movie Kati Patang sung by Kishore Kumar. This evergreen romantic song is written by Anand Bakshi and music composed by R. D. Burman. Starring Rajesh Khanna and Asha Parekh.
Pyar Diwaana Hota Hai Lyrics in English
Pyaar deewaana hota hai, mastaana hota hai
Har khushi se, har gam se, begaana hota hai
Pyaar diwaana hota hai, mastaana hota hai
Har khushi se, har gam se, begaana hota hai
Shama kahe parawaane se pare chala ja
Meri tarah jal jaaega, yahaan nahin aa
Shama kahe parawaane se pare chala ja
Meri tarah jal jaaega, yahaan nahin aa
Wo nahin sunata, us ko jal jaana hota hai
Har khushi se, har gam se, begaana hota hai
Pyar deewana hota hai, mastaana hota
hai Har khushi se, har gam se, begaana hota hai
Rahe koi sau paradon men, dare sharm se
Nazar aji laakh churage, kol sanam se
Rahe koi sau paradon men, dare sharm se
Nazar aji laakh churade, koi sanam se
A hi jaata hai jis pe dil ana hota hai
Har khushi se, har gam se, begaana hota hai
Pyar diwana hota hai, mastaana hota hai
Har khushi se, har gam se, begaana hota hai
Suno kisi shaayar ne ye kaha bahot khub
Mana kare duniya lekin mere mehabub
Suno kisi shaayar ne ye kaha bahot khub
Mana kare duniya lekin mere mehabub
Wo chhalak jaata hai jo paimaana hota hai
Har khushi se, har gam se, begaana hota hal
Pyaar deewaana hota hai, mastaana hota hai
Har khushi se, har gam se, begaana hota hai