Chukar Mere Man Ko Hindi Irics: This old song lyrics from the movie Yaarana, sung by Kishore Kumar, music composed by Rajesh Roshan, lyrics penned by Anjaan, Starring Amitabh Bachchan, Neetu Singh, Amjad Khan, Tanuja, Jeevan, Kader Khan, Ranjeet.
Tere Jaisa Yaar Kahan Lyrics (ENGLISH)
Chhukar mere man ko
kiya tune kya ishara
chhukar mere man ko
kiya tune kya ishara
badla ye mausam
lage pyaara jag saora
chhukar mere man ko
kiya tune kya ishara
badla ye mausam
lage pyaara jag saara
chhukar mere man ko
kiya tune kya ishara
tu jo kahe jeevan bhar
tere liye main gaaun
tere liye main gaaun
geet tere bolon pe
likhta chala jaaun
likhta chala jaaun
mere geeton mein
tujhe dhoondhe jag saara
chhukar mere man ko
kiya tune kya ishara
badia ye mausam
lage pyaara jag saara
chhukar mere man ko
kiya tune kya ishara
aaja tera aanchal ye
pyaar se main bhar doon
khushiyan jahan bhar ki
tujhko nazar kar doon
tujhko nazar kar doon
tu hi mera jeevan
tu hi jeene ka sahara
chhukar mere man ko
kiya tune kya ishara
badla ye mausam
lage pyaara jag saara
chhukar mere man ko
kiya tune kya ishara