Gore Rang Pe Na Itna Gumaan Kar

Gore Rang Pe Na Itna Gumaan Kar Lyrics – Roti (1974)
Gore Rang Pe Na Itna Gumaan Kar Lyrics: A lovely romantic song lyrics movie from Roti which is sung by Lata Mangeshkar & Kishore Kuma. Its lyrics written by Anand Bakshi and music composed by Laxmikant & Pyarelal.
Gore Rang Pe Na Itna Gumaan Kar Lyrics – Roti (1974)

Gore Rang PeNa Itna Gumaan Kar Lyrics

Gore rang pe na itna gumaan kar 
Gora rang do din mein dhal jayega 
Gore rang pe na itna gumaan kar 
Gora rang do din mein me dhal jayega
Main shama hoon tu hai parwana
Main shama hoon tu hai parwana
Mujhse pehle ti jal jayega
Gore rang pe na itna gumaan kar 
Gora rang do din mein dhal jayega

Ho roop mit jata hai
Ye pyar aye dildar nahin mit ta
Ho phool murjhane se
Gulzar o sarkar nahi mit ta
Ho roop mit jata hai 
Yeh pyar aye dildar nahi mit ta
Kya baat kahi haio oye tauba
Kya baat kahi hai oye tauba
Ye dil beimaan machal jaayega
Go gore rang pe na itna gumaan kar
Gora rang do din mein dhal jaye ga

O aapko hai aisa inkar
To pyaar yahin chhodo
Ho pyar ka mausam hai
Bekar ki takraar yahin chhodo
O aapko hai aisa inkar
To yeh pyar yahin chhodo
Hathon mein hath zara de-do
Hathon mein hath zara de-do
Baaton mein waqt nikal jaayega
Main shama hoon tu hai parwana
Mujhse pehle tu jal jaayega

Ho main tujhe kar daaloon
Masroor nashe main choor to maanoge
Ho tumse main ho jaaoon
Khud door aye magroor ho maanoge
Ho main tujhe kar daaloom
Masroor nashe mein choor to maanoge
Tu lakh bacha mujhe daaman
Tu lakh bacha mujhe daaman 
Yeh husn ka jaadu chal jaayega
Ho gore rang pe na itna gumaan kar
Gora rang do din mein dhal jayega
Main shama hoon tu hai parwana
Main shama hoon tu hai [arwana
Mujhse pehle tu jal jayega.

Post a Comment

welcome

Previous Post Next Post