Pyar Kiya To Darna Kya Lyrics: This is one of the
best lovely and romantic song lyrics from the movie Mughal E Azam (1960).
This song is sung by Lata Mangeshkar and Lyrics written by Shakeel Badayuni.
The music is directed by Naushad.
Pyar Kiay To Darna Kya Lyrics
Insaan kisi se duniya mein
Ik baar muhabbat karta hai
Is dard ko lekar jeeta hai
Is dard ko lekar marta hai
Pyaar kiya to darna kya
Jab pyaar kiya to darna kya
Pyaar kiya koi chori nahi ki..
Pyaar kiya…!!
Pyaar kiya koi chhori nahi ki
Chhup chhup aahe bharna kya
Jab pyaar kiya to darna kya
Pyaar kiya to darna kya
Jab pyaar kiya to darna kya
Aaj kehenge dil ka fasana
Jaan bhi lele chahe zamana
Aaj kahenge dil ka fasana
Jaan bhi lele chahe zamana
Maut wohi jo duniya dekhe
Maut wohi jo duniya dekhe
Ghut ghut kar yun marna kya
Jab pyaar kiya to darna kya
Pyaar kiya to darna kya
Jab pyaar kiya to darna kya
Unki tamanna dil me rehegi
Shamaa isi mehfil me rahegi
Unki tamanna dil me rahegi
Shamaa isi mehfil me rahegi
Ishq me jeena ishq me marna
Ishq me jeena ishq me marna
Aur hame ab karna kya
Jab pyaar kiya to darna kya
Pyaar kiya to darna kya
Jab pyaar kiya to darna kya
Chhup na sakega ishq hamara
Chaaro taraf hai unka nazara
Aaaa..aaaannn
Chhup na sakega ishq hamara
Chaaro taraf hai unka nazara
Parda nahi jab koi khuda se
Parda nahi jab koi khuda se
Bando se parda karna kya
Jab pyaar kiya to darna kya
Pyaar kiya to darna kya
Jab pyaar kiya to darna kya
Pyaar kiya koi chori nahi ki
Chhup chhup aahe bharna kya
Jab pyaar kiya to darna kya
Jab pyaar kiya to darna kya