Yeh Chand Sa Roshan Chehra Lyrics: The best Romantic
& lovely song lyrics from the movie Kashmir Ki Kali (1964). This
song is sung by Mohammad Rafi. The music of this song is composed by O.P.Nayyar
& the beautiful romantic lyrics for this song is written by S. H.
Bihari.
Yeh Chand Sa Roshan Chehra Lyrics
Ye chand se roshan chehra
Zulfon ka rang sunehara
Ye zhil si nili aankhe koi
Raaj hain in mein gehara
Taarif karu kya us ki
Jis ne tumhe banaya
Ye chand se roshan chehara
Zulfon ka rang sunehara
Ye zhil si nili aankhe koi
Raaj hain in mein gehara
Taarif karu kya us ki
Jis ne tumhe banaya
Yek chij qayamat bhi hai
Logon se suna karate the
Tumhe dekh ke maine mana
Wo thik kahaa karate the
Wo thik kahaa karate the
Hai chaal mein teri jaalim
Kuch ayesi balaa ka jaado
Sau baar sanbhaalaa dil ko
Par ho ke rahaa bekaboo
Taarik karu kya us ki
Jis ne tumhe banaya
Ye chand sa roshan chehara
Zulfon ka rang sunehara
Ye zhil si nili ankhen koi
Raaj hain in mein gehara
Taarif karu kya us ki
Jis ne tumhe banaya
Har subhe kiran ki laayi
Hain rang tere gaalon ka
Har sham ki chaadar kali
Saya hain tere baalon ka
Har sunhe kiran ki laayi
Hain rang tere gaalon ka
Har shaam ki chadar kali
Saya hain tere baalon ka
Saya hain tere baalon ka
Too balakhaati yek nadiyaan
Har mauj teri angadai
Jo in maujo mein doobaa
Us ne hi duniyaan paayi
Taarif karu kya us ki
Jis ne tumhe banaya
Ye chand sa roshan chehara
Zulfon ka rang sunehara
Ye zhil si nili aankhe koi
Raaj hain in mein gehara
Taarif karu kya us ki
Jis ne tumhe banaya
Main khoj mein hoon manzil ki
Aur manzil pass hai meri
Mukhde se hata do anchal
Ho jaye door andhere
Ho jaye door andhere
Mana ke ye jalwe tere
Kar denge mujhe diwana
Ji bhar ke zara mein dekhun
Andaz tera mastana
Taarif karun kya uski
Jisne tumhe banaya
Yeh chand se roshan chehara
Zulfon ka rang sunehra
Yeh jhil si nili ankhen
Koi raaz hai inme gehra
Taarif karun kya uski
Jisne tumhe banaya
Taarif karun kya uski
Jisne tumhe banaya
Taarif karun kya uski
Jisne tumhe banaya
Taarif karun kya uski
Jisne tumhe banaya