O Saathi Re Tere Bina Bhi Kya Jeena Lyrics: One of the best old song lyrics from the movie Muqaddar Ka Sikandar (1978). This song is sung by Kishore Kumar & Asha Bhosle. The music of this song is composed by Kalyanji Anandji. Its lyrics are written by Anjaan.
O Saathi Re Tere Bina Bhi Kya Jeena Lyrics
Laa…laaaa..laaa….la
Laa…laaaa…laaa…laa..hmmm
O Sathi re.. tere bina bhi kya jeena
Tere bina bhi kya jeena
O Saathi re..tere bina bhi kya jeena
Tere bina kya jeena
Phoolon mein kaliyon mein
Sapnon ki galiyon mein
Phoolon mein, kaliyon mein
Sapnon ki galiyon mein
Tere bina kuch kahin na
Tere bina bhi kya jeena
O Saathi re ..tere bina bhi kya jeena
Tere bina bhi kya jeena
Jaane kaise anjaane hi
Aan basa koi pyase man mein
Apna sab kuchh kho baithe hum
Pagal man ke pagalpan mein
Dil ke afsaane…
Dil ke afsaane main jaanoo tu jaane
Aur yeh jaane koi na
Tere bina bhi kya jeena
O Saathi re..tere bina bhi kya jeena
Tere bina bhi kya jeena
Har dhadkan mein pyaas hai teri
Saanson mein teri khushboo hai
Iss dhartti se us ambar tak
Meri nazar mein tu hi hai
Pyaar yeh toote na..
Pyaar yeh toote na..
Tu mujhse roothe na
Sath yeh chhote kabhi na
Tere bina bhi kya jeena
O Saathi re..ter bina bhi kya jeena
Ter bina bhi kya jeena
Tujh bin jogan meri raatein
Tujh bin mere din banjaare
Mere Jeevan jalati dhooni
Bujhe-bujhe mere sapne saare
Tere bina meri…
Tere bina meri, mere bina teri
Yeh zindagi zindagi na
Tere bina bhi kya jeena
O Saathi re..tere bina bhi kya jeena
Tere bina bhi kya jeena
Tere bina bhi kya jeena
Tere bina bhi kya jeena.